Dil ke raahom mem
Wo hume chalne nahin diya
Duniya ke vaasthe chalkar
Hume sukoon bhi na mila
Dil ke raaste jaate to
Hume humare zindagi mil jaate
phir bhi hum na gaya!
Kiske sunu hum
Is dil ke ya ye duniya ke?
WORDS FROM THE HEART WHERE I COULD BELIEVE MYSELF AND I CAN BE 'ME'. AND THIS BLOG, MAYBE NOTHING BUT SOMETHING FROM A HEART WHICH IS MA SPONTANEOUS THOUGHT AND FEELING
Saturday, November 6, 2010
CHALAAK
Na jaane ye dil kya chahta hai
dil to bahut chalaak hai,
humse kuch khulkar na kehte!
Logom ke beech rahe to,
Akele rehne ko kehta hai.
Jab akele hote to,
kisiki raah dektha hai.
Yeh dil bahut chalaak hai
Humse kuch bhi khulkar na kehte!
GALAT?
Duniya sirf hasthe mooh
ko ache maante hai,
Dil ke thadap,aansu bane to
kamsor naam se pukarte hai...
Unke aankom se hume dekhe to,
Hum gunegaar dikhte hai...
Duniya ko yaad nahin
Wo bhi ro-rokar pade dhe kabhi...
Galat sirf hum hai
kyunki,
Dil ke baat mooh par aayi...
ko ache maante hai,
Dil ke thadap,aansu bane to
kamsor naam se pukarte hai...
Unke aankom se hume dekhe to,
Hum gunegaar dikhte hai...
Duniya ko yaad nahin
Wo bhi ro-rokar pade dhe kabhi...
Galat sirf hum hai
kyunki,
Dil ke baat mooh par aayi...
Subscribe to:
Posts (Atom)