Saturday, October 23, 2010

PAAGAL NAHI DEEWAANA HAI

***
kabhi kabhi dil toot jaata hai
kya tum ye samjogi kabhi bhi?
na jaane mein in yaadom mem dhoobe rahe,
kya tume iski ehsaas hai?

*****
jaan gayi hai ki,
zindagi mem sapna kuch nahin
iski sachayi hi hai sab kuch
phir bhi mein kyun aisa,
sapne ke peeche bhagte...?

*******
yeh jo dil hai,
jo hum sambhalkar raki
kabhi hume hi ise rokh na paate
rukhavatt hai har pal is zindagi mem
khabhar nahin hai kisiko,is dil ki!


*********
laphom se jo hum kehna jaa rahe hai
woh toh koi bi nahi samjoge
kyunki ye duniya aisi hai

aankein nahi khulte
 koi parde ke peeche gaye
 kaale ko saphedh maan gayi
 phir use chahne laga
 aaj kisi chaal me bazi
 himmat haarkar,
 aaj bi parde ke peeche


***********
zara dekho yaar,
kitne aankein humse padi hai
jaise bhi wo dekhe,
hum bhoore hai
koi na jaante ye sachaayi ko
na..kisiko usme diljasp nahin hai.
phir kyun doondu ye sab kuch,hena?
    


SOCHA KYA AAPNE?
KI HUM PAAGAL HAI?
NAHIN...
HUM PAAGAL THODI NA HAI
HUM DEEWAANE HAI...
SIRF...

Thursday, October 14, 2010

MAZAA HAI MAZAA

Palatkar dekho is zindagi mem
Tujhe sirf pyaar hi pyaar nazar aayega
Apne aapko dekho isi waqt
Aur kaho..Tumne kya kho diya?

 Hum paa liya sab kuch
 Poora kiya sab kuch
 Par na jaane kab kho diye apne pyaar?
 Pyaar!
  
 Kal tak tujhe sirf ye pyaar tha
 sahaara bankar
 Abhi tum wo kho diya?
 abhi kya ginega tujme?
 Abhi aise kya bhakhi reh gaya?


Hum pyaar kho diya
Phir paaya ye 'akhelapan'!
Aur isme mein dhoond rahi hoon
Apne pyaar...
Woh bi ek mazaa hai,
Zindagi ke tarah!

11.00pm
4/9/2010

AAJ MEIN EK BIKHAARI...


Pyaar banaliya mujhe ek bhikaari
jo bhi mere dhe,sirf mere
wo to 'woh' legaya!

Mere dil ko haraakar 
pehle mere dil le gaya
phir mere khosh le gaya 


Ab ye aankein usko doonthi hai
aur ye kaan uske aawaaz!
Jise bhi dekhe wo dikhte hai
jiske bi sune,sirf
uska aawaaz!


Aaj mein ek bhikari
na mere paas mere dil hai
na pyaar
na mujme 'mein'!


11.10pm
4/9/2010

Wednesday, October 13, 2010

KIS MOD PAR LE AAYI TUM MUJHE

Na jaane ye dil kaise sambhalenge,
Jab ye sach hogi to!
Na jaane kya maangu rabh se
dil na tootne ko ya,
dil sambhalne ko!
Ye kis mod par le aayi tum mujhe?

Kahaan khushi doondu mein
Apne khushi mem,ya
apne ki khushi mem?
Na jaane kis mod par le aayi tum mujhe!


Na jaane kal kya hoga
Dhoor bhagegi humare koi,
waapas aayenge apne kisi ke saath!
Kya maangu mein rabh se
Ye kis mod par le aayi tum mujhe?


11.55 PM
13/10/2010