Saturday, October 23, 2010

PAAGAL NAHI DEEWAANA HAI

***
kabhi kabhi dil toot jaata hai
kya tum ye samjogi kabhi bhi?
na jaane mein in yaadom mem dhoobe rahe,
kya tume iski ehsaas hai?

*****
jaan gayi hai ki,
zindagi mem sapna kuch nahin
iski sachayi hi hai sab kuch
phir bhi mein kyun aisa,
sapne ke peeche bhagte...?

*******
yeh jo dil hai,
jo hum sambhalkar raki
kabhi hume hi ise rokh na paate
rukhavatt hai har pal is zindagi mem
khabhar nahin hai kisiko,is dil ki!


*********
laphom se jo hum kehna jaa rahe hai
woh toh koi bi nahi samjoge
kyunki ye duniya aisi hai

aankein nahi khulte
 koi parde ke peeche gaye
 kaale ko saphedh maan gayi
 phir use chahne laga
 aaj kisi chaal me bazi
 himmat haarkar,
 aaj bi parde ke peeche


***********
zara dekho yaar,
kitne aankein humse padi hai
jaise bhi wo dekhe,
hum bhoore hai
koi na jaante ye sachaayi ko
na..kisiko usme diljasp nahin hai.
phir kyun doondu ye sab kuch,hena?
    


SOCHA KYA AAPNE?
KI HUM PAAGAL HAI?
NAHIN...
HUM PAAGAL THODI NA HAI
HUM DEEWAANE HAI...
SIRF...